المدة الزمنية 59:20

119-Qur'an Class : Surat Al-ِA'araaf (Ayat No. 59 to 79) ki TAFSEER (By Engineer Muhammad Ali Mirza) باكسرين

31 483 مشاهدة
0
996
تم نشره في 2022/06/03

00:00 || Khutbah Aur Durood !! 02:14 || Introduction !! 02:33 || Ayat 59: " Hum ney nooh (alh-e-salam) ko unn ki qom ki taraf bheja to unhon ney..." 12:25 || Ayat 60: " Unn ki qom kay baray logon ney kaha hum tum ko sareeh ghalati mein..." 14:47 || Ayat 61: " Unhon ney farmaya kay aey meri qom! Mujh mein to zara bhi gumrahi nahi..." 15:07 || Ayat 62: " Tum ko apney perwerdigar ka payghaam phonchata hun aur tumhari khair khuwaee kerta hun..." 16:33 || Ayat 63: " Aur kiya tum iss baat say tajjub kertay ho kay tumharay perwerdigar ki taraf..." 17:44 || Ayat 64: " So woh log unn ki takzeeb hi kertay rahey to hum ney nooh (alh-e-salam)..." 28:03 || Ayat 65: " Aur hum ney qom-e-aad ki taraf unn kay bhai hood (alh-e-salam) ko bheja. Unhon..." 29:07 || Ayat 66: " Unn ki qom mein jo baray log kafir thay unhon ney kaha hum tum..." 29:42 || Ayat 67: " Unhon ney farmaya aey meri qom! Mujh mein zara bhi kum aqali nahi lekin..." 30:31 || Ayat 68: " Tum ko apney perwerdigar kay paygham phonchata hun aur mein tumhara amanatdaar aur khair..." 30:50 || Ayat 69: " Aur kiya tum iss baat say tajjub kertay ho kay tumharay perwerdigar ki taraf..." 32:38 || Ayat 70: " Unhon ney kaha kiya aap humaray pass iss wastay aaye hain kay hum sirf..." 35:23 || Ayat 71: " Unhon ney farmaya kay bus abb tum per Allah ki taraf say azab aur..." 39:48 || Ayat 72: " Gharz hum ney unn ko aur unn kay sathiyon ko apni rehmat say bacha..." 41:52 || Ayat 73: " Aur hum ney samood ki taraf unn kay bhai saleh (alh-e-salam) ko bheja. Unhon..." 46:36 || Ayat 74: " Aur tum yeh halat yaad kero kay Allah Taalaa ney tum ko aad kay..." 52:49 || Ayat 75: " Unn ki qom mein jo mutakabbir sardar thay unhon ney gharib logon say jo..." 54:47 || Ayat 76: " Woh mutakabbir log kehney lagay kay tum jiss baat per yaqeen laye ho hum..." 55:03 || Ayat 77: " Pus unhon ney uss oontni ko maar dala aur apney perwerdigar kay hukum say..." 55:51 || Ayat 78: " Pus unn ko zalzalay ney aa pakra aur woh apney gharon mein ondhay kay..." 56:08 || Ayat 79: " Uss waqt (saleh alh-e-salam) unn say mun mor ker chalay aur farmaney lagay aey..." #QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza

الفئة

عرض المزيد

تعليقات - 107