المدة الزمنية 59:30

148-Qur'an Class : Surat Younus (Ayat No. 60 to 73) ki TAFSEER By Engineer Muhammad Ali Mirza

17 795 مشاهدة
0
669
تم نشره في 2023/06/09

#QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza 00:00 - Start & Introduction !! 02:32 - Ayat 60: "Aur jo log Allah per jhoot iftrra bandhtay hain unn ka qayamat ki nisbat..." 09:30 - Ayat 61: "Aur aap kissi haal mein hon aur munjmila inn ehwaal kay aap kahin say..." 17:13 - Ayat 62: "Yaad rakho kay Allah kay doston per na koi andesha hai aur na woh..." 17:48 - Ayat 63: "Yeh woh log hain jo eman laye aur (buraiyon say) perhez rakhtay hain." 23:34 - Ayat 64: "Inn kay liye dunyawi zindagi mein bhi aur aakhirat mein bhi khushkhabri hai Allah..." 26:02 - Ayat 65: "Aur aap ko inn ki baaten ghum mein na daalen. Tamam tar ghalba Allah..." 31:46 - Ayat 66: "Yaad rakho kay jitney kuch aasman mein hain aur jitney zamin mein hain yeh..." 37:46 - Ayat 67: "Woh aisa hi hai jiss ney tumharay liye raat banaee takay tum iss mein..." 39:40 - Ayat 68: "Woh kehtay hain kay Allah aulad rakhta hai. Subhan Allah ! Who to kissi..." 45:29 - Ayat 69: "Aap keh dijiye kay jo log Allah per jhoot iftra kertay hain woh kaamyab..." 45:45 - Ayat 70: "Yeh duniya mein thora sa aish hai phir humaray pass inn ko aana hai..." 46:53 - Ayat 71: "Aur aap inn ko nooh (alh-e-salam) ka qissa parh ker sunaiye jab kay unhon..." 49:28 - Ayat 72: "Phir bhi agar tum aeyraaz hi kiye jao to mein ney tum say koi..." 58:08 - Ayat 73: "So woh log inn ko jhutlatay rahey pus hum ney inn ko aur jo..." #QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza

الفئة

عرض المزيد

تعليقات - 89